Naina Lade Lyrics from Dabangg 3 is Latest Hindi song sung by Javed Ali featuring Salman Khan, Sonakshi Sinha, Saiee Manjrekar. The music of new song is given by Sajid- Wajid while lyrics penned by Danish Sabri and video is directed by Prabhu Deva.

Naina Lade Lyrics Song Details

Song- Naina Lade
Music:  Sajid- Wajid
Singer: Javed Ali
Lyricists: Danish Sabri
Music Produced & conducted by: Aditya Dev
Backup Vocals:
Saloni Desai, Niharika Ghosh,
Rajanka Bomble, Vaishnavi Shriram

Tutti Section: I D Rao
Violin Section: 
Abhijeet M, Godwin Josap, Raju Padiyar, Mohan Goyal,
Sanju Rao, Chandan Singh, Chandar Makwana, Neeraj Rathod,
Prakash Varma, Prabhat Kishore, Sushil Varma, 

Viola Section:
Sandeep Thakur, Sanjeev Varma,
Jitendra Jawda, Dharmendra Jaeda
Violin & Viola musicians co-ordinated by: Ramanand Shetty

Guitars by: Krishna Pradhan
Pluck Instruments - Tapas Roy
Mixed & Mastered by: Eric Pillai @ Future Sound of Bombay
Assisted by: Michael Edwin Pillai

Sajid Wajid’s Assistants: 
Ashish Sehgal, Uvie, Rahul Kothari,
Sajid Masood, Abdullah Khan , Sameer Khan Royal

Recorded by: Abani Tanti & Pankaj Kaushik @ Taaleem Studio
Original soundtrack composed and designed by SAJID WAJID
Choreographer: Radhika Rao & Vinay Sapru

Naina Lade Lyrics – Dabangg 3

Dil Ki Baatein Kahin Hain
Usne Palkein Jhuka Ke
Ek Nazar Usne Dekha
Humko Jo Muskura Ke
Hum Jahan The Wahin Par
Khade Reh Gaye

Unse Naina Lade Ke Lade Reh Gaye
Naina Lade Ke Lade Reh Gaye

Naina Lade Ke Lade Reh Gaye
Naina Lade Ke Lade Reh Gaye….

Jannat Mein Bhi Shayad Na Ho
Koi Hoor Uss Hasin Ki Tarah
Dekha Nahi Chehre Pe Humne
Kahin Noor Uss Hasin Ki Tarah

Ishq Ki Wo Ibteda Hai
Husn Ki Wo Inteha Hai
Baa-khuda, Baa-khuda
Kya Bataun Achanak Kya Huya Hai Mujhe
Muskura Ke Jo Usne Jab Se Dekha Mujhe
Teer Nazron Ke Dil Mein Gade Reh Gaye
Unse Naina Lade Ke Lade Reh Gaye

Naina Lade Ke Lade Reh Gaye
Naina Lade Ke Lade Reh Gaye
Naina Lade Ke Lade
Naina Lade, Naina Lade Ke Reh Gaye

Naina Lade Ke Lade Reh Gaye
Naina Lade Ke Lade Reh Gaye..

Chashmein Karam Keejiye
Sarkaar Humaari Taraf
Dekho Idhar Bhi Ek Baar
Aye Yaar Hamaari Taraf
Hai Asar Ye Ek Nazar Ka
Rog Humne Umar Bhar Ka
Le Liya, Le Liya

Dil Ki Baatein Ye Sab
Unse Jaakar Kahein
Har Ghadi, Har Samay
Uske Sang Hum Rahein
Khaab Aankhon Mein Kitne
Jade Reh Gaye

Unse Naina Lade Ke Lade Reh Gaye
Naina Lade Ke Lade Reh Gaye

Naina Lade Ke Lade Reh Gaye
Naina Lade Ke Lade Reh Gaye…